SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिखाना"
Ghazal MATCHES FOR "सिखाना"
Ghazal
jo sikhaayaa apnii qismat ne vagarna us ko Gair
kyaa sikhaa.egaa sikhaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye to meraa hii hunar thaa jise iz.haar milaa
varna murshid ne kahaa.n ism sikhaanaa thaa mujhe
Tousief Tabish
Ghazal
vo jis ne har qadam siikhaa hai ham se
vo ab ham ko sikhaanaa chaahtaa hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
gulaabo.n se lahuu ristaa hai merii u.ngliyo.n kaa
fazaa kaisii chaman-bandii sikhaanaa chaahtii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
dil ke aa.ngan kii ka.Dii dhuup me.n ik doshiiza
marmarii.n bhiigaa hu.aa jism sikhaanaa chaahe
Zia-ul-Haq Qasmi
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii goyaa.ii sikhaanaa chaahiye
kalima a.ngusht-e-shahaadat ko pa.Dhaanaa chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
apne ghar me.n diip jalaanaa bhuul ga.e
bachcho.n ko tahziib sikhaanaa bhuul ga.e
Khalid Raheem
Ghazal
us kii lagaa.ii aag ne shahro.n ko aa liyaa
mullaa ko jaa ke diin sikhaanaa pa.Daa mujhe
Saim Ji
Ghazal
vo jis ne har qadam siikhaa hai ham se
vo ab ham ko sikhaanaa chaahtaa hai
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
jang ke baa'd yahaa.n amn bhii to aa.egaa
hal chalaanaa bhii sikhaanaa mujhe shamshiir ke baa'd
Navin Joshi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo sitaara hai chamakne do yuu.nhii aa.nkho.n me.n
kyaa zaruurii hai use jism banaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
duur tak ko.ii sitaara hai na ko.ii jugnuu
marg-e-ummiid ke aasaar nazar aate hai.n