SEARCH RESULTS
Showing search results for "सियर"
Ghazal MATCHES FOR "सियर"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
na tumtaraaq ko ne karr-o-far ko dekhte hai.n
ham aadmii ke sifaat o siyar ko dekhte hai.n
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kisii insaan se apnii tabii.at mil nahii.n saktii
sab apne aap ko farruKH-siyar tasliim karte hai.n
Yawar Azeem
Ghazal
ai KHuub-ruu farishta siyar-anjuman me.n aa
sarv-e-ravaan-e-husn hamaare chaman me.n aa
Faez Dehlvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
le jaa.e.n mujh ko maal-e-Ganiimat ke saath aduu
tum ne to Daal dii hai sipar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
paas-e-hayaat kaa KHayaal ham ko bahut buraa lagaa
pas ba-hujuum-e-ma.arka jaan ke be-sipar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n jo paikaar me.n andar kii huu.n be-teG-o-zirah
aaKHirash kaun hai jo siina-sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
nafas-e-qais ki hai chashm-o-charaaG-e-sahraa
gar nahii.n sham-e-siyah-KHaana-e-lailii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
rah-e-KHizaa.n me.n talaash-e-bahaar karte rahe
shab-e-siyah se talab husn-e-yaar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
us ne silvaa bhii liye ho.nge siyah-ra.ng libaas
ab moharram kii tarah iid manaatii hogii
Wasi Shah
Ghazal
kis se puuchhuu.n ye siyah raat kaTegii kis din
so ga.e jaa ke kahaa.n KHvaab dikhaane vaale