SEARCH RESULTS
Showing search results for "सिफ़्र"
Ghazal MATCHES FOR "सिफ़्र"
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
haasil-e-vasl sifar hijr kaa haasil bhii sifar
jaane kaisii hai riyaazii mirii tanhaa.ii kii
Farhat Ehsas
Ghazal
Gam vo rasta hai ki shab bhar use tai karne ke baad
sub.h-dam dekhe.n to utnaa hii safar bachtaa hai
Rehman Faris
Ghazal
tujh jaisaa adad apne ta.ii.n kuchh bhii nahii.n hai
mai.n terii zaruurat huu.n sifar hote hu.e bhii
Shozeb Kashir
Ghazal
shuruu-e-ishq me.n haasil hu.aa jo der ke ba.ad
vo ek sifr tah-e-haashiya abhii tak hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
haasil ye hai ki ek hii hai sifr kaa hisaab
manafii ko dekhnaa kabhii musbat ko dekhnaa
Meer Ahmad Naved
Ghazal
pesh-tar jumbish-e-lab baat se pahle kyaa thaa
zehn me.n sifr kii auqaat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
jo terii mohabbat kaa Gam-e-hijr hai us ko
KHushiyo.n se ghaTaa.uu.n to sifar khii.nch rahaa huu.n
Hijr Moumin
Ghazal
maqaam-e-fikr hai ye samt-e-fikr Thiik nahii.n
safar hai tez magar hai kahaa.n KHudaa kii taraf
Javed Jamil
Ghazal
mire paa.nv thakte nahii.n hai safar se
ko.ii to bataa.e ye kaisaa safar hai
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
tuu muntahaa ko pahu.nch kar bhii sifr hai ab tak
tujhe mai.n vaaqif-e-tamhiid karne vaalaa thaa