SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुख़न-वर"
Ghazal MATCHES FOR "सुख़न-वर"
Ghazal
dekhiye kitne suKHan-fahm suKHan-var aa.e
mai.n ne ik phuul uThaayaa ka.ii patthar aa.e
Janan Malik
Ghazal
faqiir piir suKHan-var tire muriid rahe
zahiin log mohabbat me.n ahl-e-diid rahe
Amulya Mishra
Ghazal
ye sirf vaalihaana mohabbat kii baat hai
merii suKHan-varii kaa hai mehvar tumhaaraa naam
Sahar Mahmood
Ghazal
ab 'miir' jaisaa ko.ii suKHan-var na aa.egaa
'iqbaal' saa adab me.n payambar na aa.egaa
Anwar Ansari
Ghazal
Said Iqbal Saadi
Ghazal
Nazar Lakhnawi
Ghazal
vo suKHan-var jo suKHan-var hai.n haqiiqii saahab
aise logo.n kaa kabhii jashn-e-paziiraa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
vo suKHan-var jo suKHan-var hai.n haqiiqii saahab
aise logo.n kaa kabhii jashn-e-paziiraa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
dar-o-diivaar hai.n mere ye Gazal ke misre
kyaa suKHan-var se suKHan-var kaa pata puuchhtaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
ai dil ye sab amiir-e-suKHan-var kaa faiz hai
zarre ko jis ne jauhar-e-qaabil banaa diyaa
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
suKHan-var fikr ke lamho.n me.n aksar
lage hai yuu.n ki go baiThaa hai paagal
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
bejaa nahii.n fazaa.o.n kaa hairat me.n Duubnaa
itnaa sukuut aur suKHan-var ke shahr me.n
Amar Singh Figar
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
hamaare vaaste 'alvii' ke sher kyaa kam hai.n
chalo qubuul ki 'Gaalib' ba.Daa suKHan-var thaa
Mohammad Alvi
Ghazal
'raaz' apne suKHan par tuu naazaa.n na ho
aur bhii hai.n suKHan-var tire gaa.nv me.n