SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुनहरा"
Ghazal MATCHES FOR "सुनहरा"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
khilii hai dil me.n kisii ke badan kii dhuup 'shakeb'
har ek phuul sunahraa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
is qayaamat kii jab us shaKHs ko aa.nkhe.n dii hai.n
ai KHudaa KHvaab bhii denaa to sunahraa denaa
Azhar Inayati
Ghazal
ruup sunahraa aa.nkh ka.nval hai kyaa likkhuu.n
us kii ik-ik baat Gazal hai kyaa likkhuu.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
majaaz kaa sunahraa husn chhaa gayaa nigaah par
khulii jo aa.nkh jalva-e-shuhuud KHatm ho gayaa
Faryad Aazar
Ghazal
chamaktii ret pe ye Gusl-e-aaftaab tiraa
badan tamaam sunahraa dikhaa.ii pa.Dtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Parkash Fikri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
vo ek jast me.n nazro.n se duur thaa 'amabar'
KHalaa me.n sirf sunahraa Gubaar phailaa thaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
vo mere muqaddar kii siyaahii thaa saraapaa
nuur-e-shab-e-mahtaab sunahraa to na niklaa
Azeem Quraishi
Ghazal
din sunahraa hai to apne aap se mil lo zaruur
shaam-taa-shab to faqat takiya bhigonaa chaahiye