SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुब्हान-अल्लाह"
Ghazal MATCHES FOR "सुब्हान-अल्लाह"
Ghazal
vaaqa.ii yuu.n to zaraa dekhiyo sub.haan-allaah
tere dikhlaane ko ham chashm ye nam karte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
be-ibaadat na KHudaa baKHshegaa sub.haan-allaah
aisii firdaus se ham guzre ki mazduur nahii.n
Mirza Raza Barq
Ghazal
chehra aisaa ki jo dekhe kahe sub.haan-allaah
zikr karte hu.e lab hai.n to namaazii aa.nkhe.n
Zoya Shaikh
Ghazal
Gair ko raah ho ghar me.n tire sub.haan-allaah
aur ham duur se dar ko tire takte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
mu.nh pe bikhraa liye baal aap ne sub.haan-allaah
dil-lagii dekh ke karte hai.n pareshaano.n se
Safi Aurangabadi
Ghazal
Sadiya Safdar Saadi
Ghazal
vaah kyaa san.at-e-KHaaliq hai ye sub.haan-allaah
apnii suurat me.n har insaan judaa ek se ek
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Nazar Lakhnawi
Ghazal
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
Asghar Nizami
Ghazal
kuchh aaj ilaaj-e-dil-e-biimaar to kar le.n
ai jaan-e-jahaa.n aa.o zaraa pyaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
aap sultaan hu.aa kiije gadaa ham bhii nahii.n
is qadar to ga.e-guzre ba-KHudaa ham bhii nahii.n
Raheel Farooq
Ghazal
sunsaan raaste na the viiraan ghar na the
jab ham the shahr me.n to ye shaam-o-sahar na the
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
saath un ke mire armaan kaa jaanaa Thahraa
un kaa aanaa thaa mirii jaan kaa jaanaa Thahraa
Sajid Akhtar Mehshar Ansari
Ghazal
Gam-e-ayyaam kii zinda nishaanii dekhte jaa.o
bahut mash.huur hai merii kahaanii dekhte jaa.o