SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुब्ह-ए-ईद"
Ghazal MATCHES FOR "सुब्ह-ए-ईद"
Ghazal
aaj yaaro.n ko mubaarak ho ki sub.h-e-iid hai
raag hai mai hai chaman hai dilrubaa hai diid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
hotii thii sub.h-e-iid mirii sub.h par nisaar
khaatii thii shaam-e-aish mirii shaam kii qasam
Akhtar Ansari
Ghazal
ha.ngaam-e-sub.h-e-iid me.n bhii vo mazaa kahaa.n
jo lutf mil gayaa hai shab-e-intizaar me.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
vo sub.h-e-iid kaa manzar tire tasavvur me.n
vo dil me.n aa ke adaa tere muskuraane kii
Fani Badayuni
Ghazal
ghire hai.n dard-o-alam me.n firaaq ke aise
ki sub.h-e-iid bhii yaa.n shaam hai mahram kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye savaad-e-naama hai yaa surma-e-tasKHiir hai
hai bayaaz-e-saf.ha yaa hai nuur sub.h-e-iid kaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tire tevar badalte hii zamaana ho gayaa dushman
hilaal-e-iid bhii zaahir hu.aa shamshiir kii suurat
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'fazaa' hai KHaaliq-e-sub.h-e-hayaat phir bhii Gariib
kahaa.n kahaa.n na ufuq kii talaash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
nigaar-e-sub.h se puuchhe.nge shab guzarne do
kii zulmato.n se ulajh kar vo aa.ii yaa ham aa.e
Ibn-e-Safi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa jaane kab vo sub.h-e-bahaaraa.n ho jalva-gar
daur-e-KHizaa.n me.n jis se bahalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
raushan hai apnii be-hunarii aaftaab se
hai sub.h ke qariib shab-e-taar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
phailaa hu.aa hai baaG me.n har samt nuur-e-sub.h
bulbul ke chahchaho.n se hai zaahir suruur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
yaado.n kii shab ye kahtii hai anvaar-e-sub.h se
zinda nuquush ho.nge tasalsul ko to.D do