SEARCH RESULTS
Showing search results for "सुलग"
Ghazal MATCHES FOR "सुलग"
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ko.ii raakh thii jo sulag rahii thii idhar udhar
vo jo ra.ng-e-saaya-e-shaam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
hamaarii qabr pe kyaa ehtiyaaj-e-ambar-o-uud
sulag rahaa hai har ik ustuKHvaa.n agar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
go intizaar-e-yaar me.n aa.nkhe.n sulag uThii.n
raaho.n me.n duur duur ujaale hu.e to hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
aise sulag uThaa tirii yaado.n se dil miraa
jaise dhadhak uThe.n kahii.n jangal chiinaar ke
Ajay Sahaab
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
sulag uThii hai ko.ii aag sii havaa.o.n me.n
badal ga.ii hai.n bahaare.n mirii KHizaa.o.n me.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
na chupke chupke sulag jii ko apne halkaa kar
tujhe ye kaun saa dukh hai kabhii bataane aa
Kumar Pashi
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
jis ko chhuune se miraa jism sulag uTThaa thaa
dil phir ik baar usii chhaa.nv me.n jaanaa chaahe
Saghar Azmi
Ghazal
Aleena Itrat
Ghazal
dil me.n sulag rahii hai.n du.aa.o.n kii mash.ale.n
lab hil rahe hai.n haath uThaane ke saath saath
Safdar Hamadani
Ghazal
sulag rahii huu.n mai.n saa.nso.n kii tez bhaTTii me.n
pilaa rahaa hai vo ulfat ke jaam bhar ke mujhe
Afroz Rizvi
Ghazal
jism-o-jaa.n sab 'suman' sulag uTThe
zehn-o-dil par jo chhaa ga.ii baarish