SEARCH RESULTS
Showing search results for "सूरत-ए-तस्वीर"
Ghazal MATCHES FOR "सूरत-ए-तस्वीर"
Ghazal
ko.ii maqtal ko gayaa thaa muddato.n pahle magar
hai dar-e-KHema pe ab tak suurat-e-tasviir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
aa.ina ban ke tirii bazm me.n sab kuchh dekhaa
aur KHaamosh rahaa suurat-e-tasviir ko.ii
Zabt Ansari
Ghazal
sun.ne vaale suurat-e-tasviir baiThe hai.n tamaam
hazrat-e-'bahzaad' bas jaaduu-bayaanii ho chukii
Behzad Lakhnavi
Ghazal
nikal sakii na ko.ii aur suurat-e-tasviir
bahaa.e ashk bahut chashm-e-tar banaate hu.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
'shaa.eq' is bazm me.n ham suurat-e-tasviir hai.n chup
kyaa kare.n baat jahaa.n baat kaa afsaana bane
Abdul Kareem Shaiq
Ghazal
Naseem Siddiqi
Ghazal
biimaar tiraa suurat-e-tasviir-e-nihaalii
bistar se tire sar kii qasam uTh nahii.n saktaa
Shah Naseer
Ghazal
hairaan huu.n mai.n suurat-e-aa.iina ai 'shakiil'
baiThaa hai saamne ko.ii tasviir kii tarah
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
nahii.n be-vaj.h vaa.iz ronii suurat
ye hazrat aaj rindo.n me.n piTe hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dikhaate nahii.n sharm se ruu-e-raushan
ko.ii kaamyaabii kii suurat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dekhne vaale ye kahte hai.n kitaab-e-dahr me.n
tuu saraapaa husn kaa naqsha hai mai.n tasviir-e-ishq
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
nikaalii jaa.e kis tarkiib se taqriir kii suurat
vo aa.iine kii suurat aur mai.n tasviir kii suurat
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai pesh-e-nazar shoKHi-e-tahriir kisii kii
kaaGaz pe utar aa.ii hai tasviir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
ye ek pal jo hai maj.huul shaKHs kii suurat
mizaaj-e-aagahi-e-maah-o-saal puuchhegaa