SEARCH RESULTS
Showing search results for "सैल-ए-बला-ख़ेज़"
Ghazal MATCHES FOR "सैल-ए-बला-ख़ेज़"
Ghazal
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaa
safiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
jis tarah sail-e-balaa-KHez me.n bastii bah jaa.e
us tarah us kii umiido.n kaa nagar KHatm hu.aa
Nasim Zahid
Ghazal
vahshat-e-shauq muqaddar thii so bachte kab tak
ab to ye sail-e-balaa-KHez jahaa.n le jaa.e
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mai.n apne jism ke andar thaa aafiyat se magar
lahuu ke sail-e-balaa-KHez me.n ye ghar bhii gayaa
Aslam Mahmood
Ghazal
vaqt-e-sajda jo tire paa.nv pe Tapkaa thaa 'nadiim'
qatra-e-ashk miraa sail-e-balaa-KHez hu.aa
Nirmal Nadeem
Ghazal
sa.Dko.n par ik sail-e-balaa thaa logo.n kaa
mai.n tanhaa thaa us me.n kyaa thaa logo.n kaa
Mohammad Ahmad
Ghazal
misaal-e-sail-e-balaa na Thahre havaa na Thahre
lagaa.e jaa.e.n hazaar pahre havaa na Thahre
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
Sahba Akhtar
Ghazal
TuuT gayaa havaa kaa zor sail-e-balaa utar gayaa
sa.ng-o-kuluuKH rah ga.e lahar ga.ii bha.nvar gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
sail-e-balaa-e-Gam na puuchh kitne gharau.nde Dah ga.e
naav to KHair naav thii saath kinaare bah ga.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
aatish-e-ranj-o-alam sail-e-balaa saamne hai
paikar-e-KHaak me.n hone kii sazaa saamne hai
Zaheer Ahmad
Ghazal
muddat hu.ii tuufaan-e-balaa-KHez ko guzre
kuchh log hai.n ab tak jo nikalte nahii.n ghar se
Basit Azeem
Ghazal
kaisaa ilzaam sar-e-mauj-e-balaa-KHez ki ham
ho ga.e Garq kinaaro.n se kinaara karte
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
andesha-e-tuufaan-e-balaa-KHez bahut hai
is vaaste ham qatre ko dariyaa nahii.n karte
Ahmad Mahfuz
Ghazal
kitnii hii baarishe.n ho.n shikaayat zaraa nahii.n
sailaaniyo.n ko KHatra-e-sail-e-balaa nahii.n
Rais Farogh
Ghazal
jis jaa ki paa-e-sail-e-balaa darmiyaa.n nahii.n
diivaanagaa.n ko vaa.n havas-e-KHaanmaa.n nahii.n