SEARCH RESULTS
Showing search results for "सौदे"
Ghazal MATCHES FOR "सौदे"
Ghazal
saa.np ke kaaTe kii lahre.n hai.n shab-o-roz aatii.n
kaakul-e-yaar ke saude ne aziyyat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
abla hai vo jo hove KHariidaar-e-gul-ruKHaa.n
us saude me.n sariih hai nuqsaan jaan kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
faa.eda Dhuu.nDne vaale ye tijaarat na kare.n
'ishq ke saude me.n nuqsaan liyaa jaataa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
umr bhar kaa ye jo hai 'shaahii.n' KHasaara ye mujhe
ek saude me.n ko.ii nekii kamaane se hu.aa
Javed Shaheen
Ghazal
zulf ke saude me.n apne sar ko pho.Daa chaahiye
jab balaa kaa saamnaa ho mu.nh na mo.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ishq ke saude me.n nuqsaan bahut hai 'vaalii'
par kabhii band na ho dil kii dukaa.n ishq karo
Wali Aasi
Ghazal
ishq un kii balaa jaane aashiq ho.n to pahchaane
lo mujh ko atibbaa ne saude kaa KHalal jaanaa
Momin Khan Momin
Ghazal
saude me.n tirii zulf ke likhte hai.n jo ash.aar
hotaa hai siyah naama-e-a.amaal hamaaraa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
khulaa saude me.n un zulfo.n ke mar kar
pareshaa.n KHvaab thii ye zindagaanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
so na maanaa dil ne aur saude me.n aaKHir 'ishq ke
yuu.n divaana ho gayaa dil haa.e dil afsos dil
Asifud Daula
Ghazal
kiyaa hai zaar ye terii kamar ke saude ne
pa.Daa jo aks miraa aa.iine me.n baal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
saude jahaa.n hu.e ye usuul-o-zamiir ke
hargiz vahaa.n nishaan hamaaraa nahii.n milaa