SEARCH RESULTS
Showing search results for "हज"
Ghazal MATCHES FOR "हज"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ik KHuu.n-chakaa.n kafan me.n karo.Do.n banaa.o hai.n
pa.Dtii hai aa.nkh tere shahiido.n pe huur kii
Mirza Ghalib
Ghazal
har ik sutuun KHaana-e-shar-e-shariif hai
roza ho yaa zakaat ho yaa haj ho yaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Abdul Hafeez Sahil Qadri
Ghazal
haj kaa safar hai is me.n ko.ii saath bhii to ho
parda-nashii.n se apnii mulaaqaat bhii to ho
Adil Mansuri
Ghazal
vo mere kaaba-e-dil me.n zaraa sii der rukaa
ye haj adaa vo mire saath karne vaalaa thaa
Rafi Raza
Ghazal
mu.nh ham ko lagaataa hii nahii.n vo but-e-kaafir
kahtaa hai ye allaah se inkaar to kar le.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
shaa'ir kaa vaasta ba.Daa gahraa hai bhuuk se
us kaa kalaam aaj bhii roTii na ban sakaa
Ajay Sahaab
Ghazal
junuu.n kaar-farmaa hu.aa chaahtaa hai
qadam dasht paimaa hu.aa chaahtaa hai