SEARCH RESULTS
Showing search results for "हथेली"
Ghazal MATCHES FOR "हथेली"
Ghazal
har ko.ii dil kii hathelii pe hai sahraa rakkhe
kis ko sairaab kare vo kise pyaasaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
KHaalii jo hu.ii shaam-e-Gariibaa.n kii hathelii
kyaa kyaa na luTaatii rahii.n gauhar terii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
tum hathelii ko mire pyaar kii meh.ndii se ra.ngo
apnii aa.nkho.n me.n mire naam kaa kaajal kar do
Wasi Shah
Ghazal
mai.n us ko dekhne ko tarastii hii rah ga.ii
jis shaKHs kii hathelii pe meraa nasiib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
bharii bahaar me.n ik shaaKH par khilaa hai gulaab
ki jaise tuu ne hathelii pe gaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tirii hathelii pe kis ne likkhaa hai qatl meraa
mujhe to lagtaa hai mai.n tiraa dost bhii rahaa huu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
kis vaaste likkhaa hai hathelii pe miraa naam
mai.n harf-e-Galat huu.n to miTaa kyuu.n nahii.n dete
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
vo aa.nkho.n me.n kaajal vo baalo.n me.n gajraa
hathelii pe us ke hinaa mahkii mahkii
Hasrat Jaipuri
Ghazal
aable apne hii a.ngaaro.n ke taaza hai.n abhii
log kyuu.n aag hathelii pe paraa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
hathelii reshmii naazuk malaa.ii narm latiif
hasiin marmarii.n sandal safed duudh dhulii
Shahzad Qais
Ghazal
ye jo hai phuul hathelii pe ise phuul na jaan
meraa dil jism se baahar bhii to ho saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
ghuu.nghaT me.n mire KHvaab kii taabiir chhupii thii
meh.ndii se hathelii me.n miraa naam likhaa thaa
Adil Mansuri
Ghazal
kisii kii aa.nkh se Tapkaa thaa ik amaanat hai
mirii hathelii pe rakkhaa hu.aa ye a.ngaaraa
Javed Akhtar
Ghazal
pyaas jalte hu.e kaa.nTo.n kii bujhaa.ii hogii
riste paanii ko hathelii pe sajaayaa hogaa