SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-राही"
Ghazal MATCHES FOR "हम-राही"
Ghazal
chal pa.De.n raah-e-qanaa.at pe agar ham 'raahii'
KHatm ye hirs kaa sartaan bhii ho saktaa hai
Iqbal Rahi
Ghazal
itnii zaalim to na thii gardish-e-dauraa.n 'raahii'
itne be-bas to na ham ishq ke maare the kabhii
Mustafa Rahi
Ghazal
'raahii' vo is liye kabhii hote nahii.n KHafaa
vo jaante hai.n ham ne manaanaa to hai nahii.n
Iqbal Rahi
Ghazal
tum to aKHbaar sunaate ho jahaa.n ke 'raahii'
ham ki darvesh hai.n baatin kii KHabar chaahte hai.n
Rahi Fidai
Ghazal
guzre the kabhii sarmad-o-mansuur jidhar se
us raah se be-KHauf-o-KHatar jaa.e.nge ham bhii
Mustafa Rahi
Ghazal
vo din bhii yaad hai.n jab ye haal thaa ki ham par
ha.nstii rahii thii duniyaa ham dekhte rahe the
Mustafa Rahi
Ghazal
ham aa ke gaa.nv se pachhtaa.e shahr me.n 'raahii'
yahaa.n kisii kaa bhii aslii pata nahii.n miltaa
Dr. Rahi
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
kare.n to kis pe kare.n e.atibaar ai 'raahii'
har ek dost ko ham aazmaa.e baiThe hai.n
Kazim Raza Rahi
Ghazal
'raahii' KHafaa hai.n ham se vo lekin karam ye hai
rakhte hai.n vo KHayaal hamaaraa kabhii kabhii
Rasheed Khan Rahi
Ghazal
ham Dubaa aa.e svayam apnii hii kashtii 'raahii'
tuu to bekaar hii badnaam hu.ii jaatii hai
Bal Swaroop Rahi
Ghazal
Ram Parkash Rahi
Ghazal
Ram Parkash Rahi
Ghazal
aarzuu kii nagrii me.n ye hamii.n samajhte hai.n
ham ne dil ko ai 'raahii' kis tarah se bahlaayaa
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
tajrabe apne kahaa.n tak likhe.n 'raahii' ham bhii
ab to misra' bhii nahii.n ko.ii uThaane ke liye
Rakesh Rahi
Ghazal
apnii dhun ke 'raahii' ko raah kyaa bataate ho
ham se terii duniyaa kii aadate.n nahii.n miltii.n
Rakesh Rahi
Ghazal
ham ahl-e-mohabbat hai.n lahuu dete hai.n 'raahii'
be-nuur charaaGo.n ko ziyaa ham se milii hai