SEARCH RESULTS
Showing search results for "हल्क़ा-हा-ए-जाल"
Ghazal MATCHES FOR "हल्क़ा-हा-ए-जाल"
Ghazal
har e'tibaar-e-husn-e-nazar se guzar ga.e
har halqa-haa-e-jaal pe ham raqs kar ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
vo halqa-haa-e-zulf kamii.n me.n hai.n yaa KHudaa
rakh liijo mere daava-e-vaarastagii kii sharm
Mirza Ghalib
Ghazal
raah me.n TuuTe hu.e par u.Dne vaalo.n ke liye
kaise kaise halqa-haa-e-daam ho kar rah ga.e
Rabab Rashidi
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
shab hama shab khelte the halqa-haa-e-zulf se
diida-e-Gammaaz ko ham daastaa.n rakhte the ham
Muzaffar Shikoh
Ghazal
qafas-nasiibo.n kaa uf haal-e-zaar kyaa hogaa
phir aa rahii hai chaman me.n bahaar kyaa hogaa
Aasi Ramnagri
Ghazal
mai.n apne haal-e-zaar kaa aa.iina-daar huu.n
jaise kisii Gariib kaa uj.Daa mazaar huu.n
Imran Saghar
Ghazal
har saahib-e-jamaal ke dil kaa makiin hai
mahfil me.n ek shaKHs jo gosha-nashiin hai
Shadab Javed
Ghazal
palaT ga.e jo parinde to phir gila kyaa hai
har ek shaaKH-e-shajar par bichhe hai.n jaal bahut
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
ik brahman ne kahaa hai mere haal-e-zaar par
ho ke momin mar rahaa hai kyuu.n but-e-pindaar par
Bilal Saharanpuri
Ghazal
kisii ke ishq me.n ye haal-e-zaar rahtaa hai
sukuun paa ke bhii dil be-qaraar rahtaa hai
Naseem Shahjahanpuri
Ghazal
badan ke saath hii aashob-e-jaa.n uThaa.e hu.e
chalo kuchh aur ye baar-e-garaa.n uThaa.e hu.e
Farooq Noor
Ghazal
hai shahr-e-jaa.n ke paas hii viiraana dekhiye
is dasht me.n junuu.n kaa Thahar jaanaa dekhiye
Zaheer Hasnain
Ghazal
ko.ii to is kaa ahl ho ye jaam kis ko de.n
do ghuu.nT bach ga.ii thii jo kal shaam kis ko de.n