SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवा-ए-अक्स"
Ghazal MATCHES FOR "हवा-ए-अक्स"
Ghazal
havaa-e-aks-e-bahaar-o-KHizaa.n nahii.n hai faqat
agar nigaah karo phuul paat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
ik din havaa-e-vaqt kaa badlegaa KHud mizaaj
ummiid rakh chhuTegaa ye Gam kaa Gubaar bhii
Syed Shariq Aks
Ghazal
ghabraa rahe the log ki bujh jaa.egaa charaaG
lekin havaa-e-tez me.n nuur aur ba.Dh gayaa
Pandit Aks Lucknowi
Ghazal
ham to hai.n 'aks' charaaG-e-fan-e-afkaar-e-suKHan
ho havaa.o.n me.n agar dam to bujhaa.e.n ham ko
Syed Shariq Aks
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa-e-jaa.n kaa taqaazaa ki rahiye ghar se duur
ki hai.n jo ghar me.n bayaabaa.n hazaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aisii chalii havaa-e-gulistaa.n mirii taraf
chhuu kar buu-e-gulaab ne sandal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
big.Dii hu.ii hai mai-kada-e-dahr kii havaa
ho jaa.e.n shaiKH-jii bhii na mai-KHvaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
chalii jaa.egii ik hii ruKH havaa taaki zamaane kii
na puuraa hogaa teraa daur ye ai aasmaa.n kab tak
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
havaa ke pair me.n zanjiir Daal do ba.Dh kar
ki andaliib kaa shahr-e-vatan shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ko.ii bharosa nahii.n kab ye daaG de jaa.e
havaa kii zad pe musalsal hai zindagii kaa charaaG
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
TuuTaa ta.alluqaat kaa aa.iina is tarah
aks-e-nashaat-e-lamaha-e-faanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
banaa ke phuul kii KHushbuu phiraa.egii sadiyo.n
havaa se kaun rah-e-e'tidaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is qadar mazbuut mausam par rahii kis kii giraft
mai.n ki mujh se siina-e-aab-o-havaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
rafiiq-e-samt-e-safar hogii jo havaa hogii
ye soch kar na safiine kaa baadbaan giraa