SEARCH RESULTS
Showing search results for "हवा-ए-हिर्स-ओ-हवस"
Ghazal MATCHES FOR "हवा-ए-हिर्स-ओ-हवस"
Ghazal
havaa-e-hirs-o-havas se mafar bhii karnaa hai
isii daraKHt ke saa.e me.n ghar bhii karnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Syeda Farhat
Ghazal
hirs-o-havas ke naam ye din raat kii talab
imdaad kii umiid mafaadaat kii talab
Saurabh Shekhar
Ghazal
hirs-o-havas ke aage na kuchh bhii dikhaa.ii de
insaan apne qad se bhii chhoTaa dikhaa.ii de
Shahnaz Muzammil
Ghazal
hirs-o-havas ne Dhuu.nDe hai.n unvaa.n na.e-na.e
dil-bastagii ke hote hai.n saamaa.n na.e na.e
Najma Jafari
Ghazal
tamaam ahl-e-zamaana shikaar-e-hirs-o-havas
kare to kaise kare apnaa ehtisaab ko.ii
Yaqoob Rahi
Ghazal
faisal jo paak saaf the aazaad ho ga.e
mai.n thaa asiir-e-hirs-o-havas chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
ghar ghar vabaa-e-hirs-o-havas hai to kyaa hu.aa
marte hai.n log roz vabaa ke baGair bhii
Fuzail Jafri
Ghazal
bhau.nro.n ko itnii daavat-e-hirs-o-havas na de
tujh se tiraa gulaab-badan chhuuT jaa.egaa
Qamruzzaman Qamar
Ghazal
jahaan-e-hirs-o-havas kaa to hai gila taaham
mile hai.n mujh ko farishte bhii aadmii kii tarah
Shariq Balyavi
Ghazal
banda-e-hirs-o-havas aaj hai maz.hab kaa naqiib
kitnaa badlaa hu.aa insaan hai KHudaa KHair kare
Azeem Hyderabadi
Ghazal
mai.n ek naqsh banaataa huu.n ik nigaltaa huu.n
miraa hunar pas-e-hirs-o-havas pa.Daa hu.aa hai
Syed Fakhir Rizwi
Ghazal
'zaahid' jahaan-e-hirs-o-havas kyaa jahaan hai
hairaan huu.n ki KHvaab ke sar KHvaab ho gayaa
Nasim Zahid
Ghazal
rafiiq-e-vaqt me.n vo saahib-e-KHuluus kahaa.n
mafaad-e-hirs-o-havas hai.n haqiir baiThe hai.n
Kalim Shadab
Ghazal
kahaa.n se zehn me.n aayaa KHayaal-e-hirs-o-havas
kahaa.n se jism ne paayaa hai aashnaa kaa shu.uur
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
mataa.a-e-hirs-o-havas ke KHazaane kandho.n par
har aadmii yahaa.n qaaruun kar diyaa gayaa hai