SEARCH RESULTS
Showing search results for " baakiraa"
Ghazal MATCHES FOR "baakiraa"
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kuchh hamii.n ko nahii.n ehsaan uThaane kaa dimaaG
vo to jab aate hai.n maa.il-ba-karam aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Meeraji
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tadbiir na.ii soch ko.ii ai dil-e-saada
maa.il-ba-karam tujh pe vo aise nahii.n hogaa
Shahryar
Ghazal
vahshat-e-zaKHm-e-vafaa dekh ki sar-taa-sar dil
baKHiya juu.n jauhar-e-teG aafat-e-giiraa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
baabaa alif ne shab kahaa nashsha-ba-nashsha kar gile
jur.a-ba-jur.a ranj hai jaam-ba-jaam ranj hai
Jaun Eliya
Ghazal
KHaatir-e-baadiya se dair me.n jaavegii kahii.n
KHaak maanind baguule ke u.Daanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ye jaama-e-sad-chaak badal lene me.n kyaa thaa
mohlat hii na dii 'faiz' kabhii baKHiya-garii ne
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
be-sair-e-dasht-o-baadiya lagne lagaa hai jii
aur is KHaraab ghar me.n ki viiraa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
dekhte hai.n jise baa-diida-e-nam dekhte hai.n
aap ke dekhne vaalo.n ko bhii ham dekhte hai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
daaG-e-dil naqsh hai ik laala-e-sahraa.ii kaa
ye asaasa hai mirii baadiya-paimaa.ii kaa