SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bise"
Ghazal MATCHES FOR ".bise"
Ghazal
uzr aane me.n bhii hai aur bulaate bhii nahii.n
baa.is-e-tark-e-mulaaqaat bataate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
tum bhii ho biite vaqt ke maanind huu-ba-huu
tum ne bhii yaad aanaa hai aanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
raat biitii to gine aable aur phir sochaa
kaun thaa baa.is-e-aaGaaz-e-safar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
hu.ii taaKHiir to kuchh baa.is-e-taaKHiir bhii thaa
aap aate the magar ko.ii inaa.n-giir bhii thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haalaat ke tilism ne pathraa diyaa magar
biite samo.n kii yaad me.n khoyaa na tuu na mai.n
Khalid Ahmad
Ghazal
kyaa jaane ko.ii kis par kis mo.D pe kyaa biite
is raah me.n ai raahii har mo.D bahaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
har aadmii me.n hote hai.n das biis aadmii
jis ko bhii dekhnaa ho ka.ii baar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
chal base vo din ki yaaro.n se bharii thii anjuman
haa.e afsos aaj suurat-aashnaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
har manzar me.n ab ham dono.n hote hai.n
mujh me.n aise aan base ho tum bhii naa.n