SEARCH RESULTS
Showing search results for ".cei"
Ghazal MATCHES FOR ".cei"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qariib aa ke bhii ko.ii kahe nahii.n milnaa
sabhii se haath milaanaa gale nahii.n milnaa
Amn Shahzadi
Ghazal
kisii ke sub.h keii muskaan honaa
a.ndhere ghar me.n raushan-daan honaa
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
kuchh charaaGo.n ne baa.nT rakhaa hai
duniyaa keii saarii tiirgii kaa dukh
Jangveer Singh 'Rakesh'
Ghazal
haalat jagah badalne se badlii nahii.n mirii
hotii hai.n har jagah kii kuchh apnii KHaraabiyaa.n
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ek taraf hai duniyaa keii har miiThii shai
par us kaa hans ke sharmaanaa ek taraf
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
gunaah-e-ishq me.n is baat keii taskiin hotii hai
hu.aa ho jurm gahraa to sazaa sa.ngiin hotii hai