SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dab"
Ghazal MATCHES FOR ".dab"
Ghazal
ubhre.nge ek baar abhii dil ke valvale
go dab ga.e hai.n baar-e-Gam-e-zindagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kaaGaz me.n dab ke mar ga.e kii.De kitaab ke
diivaana be-pa.Dhe-likhe mash.huur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
'asad' KHushii se mire haath paa.nv phuul ga.e
kahaa jo us ne zaraa mere paa.nv daab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kyaa jaane daab sohbat az KHvesh raftagaa.n kaa
majlis me.n shaiKH-saahib kuchh kuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
do-chaar laashe ab bhii pa.De tere dar pe hai.n
aur aage dab chuke hai.n tale gil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii zabaa.n unhii.n se un ke sitam kaa qissa
yuu.n dab ke kah rahii hai goyaa na kah rahii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
phir vahii chaa.nd sar-e-shahr cha.Dhe to ai kaash
us se raushan ho.n dar-o-baam bas ik shab mere
Kausar Niyazi
Ghazal
Minu Bakshi
Ghazal
adam me.n hastii se jaa kar yahii kahuu.ngaa mai.n
hazaar hasrat-e-zinda ko gaa.D daab aayaa