SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dhez"
Ghazal MATCHES FOR ".dhez"
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
raakh ke Dher pe ab raat basar karnii hai
jal chuke hai.n mire KHeme mire KHvaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
ye jo hai KHaak kaa ik Dher badan hai meraa
vo jo u.Dtii hu.ii phirtii hai qabaa merii hai
Farhat Ehsas
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Muzaffar Razmi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kal ik mala.ng ko kuu.De ke Dher par laa kar
nashe ne to.D diyaa jo.Dte hu.e cigarette
Afzal Khan
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
nikle.nge kaam dil ke kuchh ab ahl-e-riish se
kuchh Dher kar chuke hai.n ye aage ukhaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
ho gayaa Dher vahii.n aah bhii niklii na ko.ii
jaane kyaa baat kahii sham.a ne parvaane se
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
but-KHaane me.n bhii Dher hai.n Tuk.De haram me.n bhii
jaam-o-subuu kahaa.n the uchhaale kahaa.n ga.e
Kaleem Aajiz
Ghazal
kutub ke Dher me.n na ho sahiifa zikr-e-yaar kaa
to qaabil-e-mutaali.a kitaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
aag bha.Dkii to dar-o-baam hu.e raakh ke Dher
aur dete rahe ahbaab dilaase kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
raat bhar rotaa huu.n itnaa ki ajab kyaa is me.n
Dher phuulo.n ke agar mere sirhaane lag jaa.e.n
Farhat Ehsas
Ghazal
ham chaahe.n ki mil jaa.e.n hame.n Dher se motii
sii.Dhii kisii pur-haul samundar me.n lagaa kar
Qateel Shifai
Ghazal
unhe.n kaho ki bahut Dher shor-o-shar na kare.n
mai.n Dar gayaa to ka.ii roz muskuraa.uu.ngaa na.ii.n
Aal-e-Umar
Ghazal
hame.n har vaqt ye ehsaas daaman-giir rahtaa hai
pa.De hai.n Dher saare kaam aur mohlat zaraa sii hai
Khurshid Talab
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
raaste band kiye dete ho diivaano.n ke
Dher lag jaa.e.nge bastii me.n garebaano.n ke