SEARCH RESULTS
Showing search results for ".flte"
Ghazal MATCHES FOR ".flte"
Ghazal
hame.n to aaj kii shab pau phaTe tak jaagnaa hogaa
yahii qismat hamaarii hai sitaaro tum to so jaa.o
Qateel Shifai
Ghazal
saamaan kuchh nahii.n hai phaTe-haal hai magar
jhole me.n us ke paas ko.ii samvidhaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
bas itnii sii duurii ye mai.n huu.n ye manzil
kahaa.n aa ke phuuTe hai.n paa.o.n ke chhaale
Qamar Jalalvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kab pau phaTe kab raat kaTe kaun ye jaane
mat chho.D ke jaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
ab umr na mausam na vo raste ki vo palTe
is dil kii magar KHaam-KHayaalii nahii.n jaatii
Wasi Shah
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
udaas aa.nkho.n se aa.nsuu nahii.n nikalte hai.n
ye motiyo.n kii tarah siipiyo.n me.n palte hai.n
Bashir Badr
Ghazal
da.avo.n kii taraazuu me.n to azmat nahii.n tultii
fiite se to kirdaar ko naapaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ai andaliib tujh ko lage kab havaa-e-ishq
kaliyo.n kii tarah tujh me.n na phuuTe hazaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
bas isii ehsaas kii shiddat ne buu.Dhaa kar diyaa
TuuTe-phuuTe ghar me.n ik la.Dkii siyaanii aur hai
Munawwar Rana
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
pau phaTe kyuu.n mirii palko.n pe sajaate ho inhe.n
ye sitaare to mujhe shaam se pahchaante hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
pahnaa hai jab se tuu ne shab-e-maah me.n use
kyaa kyaa shaguufe phuulte hai.n haar ke liye