SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hzde"
Ghazal MATCHES FOR ".hzde"
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
ye kyaa jagah hai dosto ye kaun saa dayaar hai
had-e-nigaah tak jahaa.n Gubaar hii Gubaar hai
Shahryar
Ghazal
taa-hadd-e-nazar sho.ale hii sho.ale hai.n chaman me.n
phuulo.n ke nigahbaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
jab ko.ii samt-e-safar tai thii na hadd-e-rahguzar
ai mire rah-rau safar to raa.egaa.n honaa hii thaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
taa-had-e-manzil tavaazun chaahiye raftaar me.n
jo musaafir tez-tar aage ba.Dhaa rah jaa.egaa
Mahshar Badayuni
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ye bhii mumkin hai ki aabaadii ho is se aage
ye jo taa-hadd-e-nazar phailtii viiraanii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phir aa.iina-e-aalam shaayad ki nikhar jaa.e
phir apnii nazar shaayad taa-hadd-e-nazar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo rang hai imsaal gulistaa.n kii fazaa kaa
ojhal hu.ii diivaar-e-qafas hadd-e-nazar se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kabhii na hadd-e-adab se ba.Dhe the diida o dil
vo mujh se kis liye kis baat par KHafaa hogaa
Habib Jalib
Ghazal
du.aa salaam na hadd-e-adab na ijz-o-KHuluus
ye mere shahr me.n ab kaun aa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
hadd-e-amal me.n thii to amal thii yahii sharaab
radd-e-amal banii to mukaafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHumaar-e-mausam-e-KHushbuu had-e-chaman me.n khulaa
mirii Gazal kaa KHazaana tire badan me.n khulaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
haram o dair me.n jaa jaa ke charaaGaa.n karnaa
justujuu terii hame.n taa-had-e-imkaa.n karnaa