SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jahs"
Ghazal MATCHES FOR ".jahs"
Ghazal
nisbat-e-'ilm hai bahut haakim-e-vaqt ko aziiz
us ne to kaar-e-jahl bhii be-ulamaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
mujhe dekhnaa ho jas ko mire haal par na jaa.e
miraa zauq-o-shauq dekhe miraa intiKHaab dekhe
Jameel Malik
Ghazal
sho.abda-gar bhii pahante hai.n KHatiibo.n kaa libaas
boltaa jahl hai bad-naam KHirad hotii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
na hai sitaare kii gardish na baazi-e-aflaak
KHudii kii maut hai teraa zavaal-e-nemat-o-jaah
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaar-zaar-e-hastii me.n izz-o-jaah kii daulat
bhiik bhii nahii.n miltii aadmii kamaataa hai
Amir Usmani
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aql kahtii hai dobaara aazmaanaa jahl hai
dil ye kahtaa hai fareb-e-dost khaate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ham kahe dete hai.n chaalo.n me.n na aa.o un kii
sarvat-o-jaah ke ishvo.n se bacho dhokaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
hindostaan saaya-e-gul paa-e-taKHt thaa
jaah-o-jalaal-e-ahd-e-visaal-e-butaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
marnaa bhii zaruurii hai KHudaa bhii hai ko.ii chiiz
ai hirs ke bando havas-e-jaah kahaa.n tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
hame.n to us kii judaa.ii 'aziiz rakhnii hai
ye jaah-o-hashmat o maal-o-manaal kyaa karnaa