SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jkud"
Ghazal MATCHES FOR ".jkud"
Ghazal
vo jo mujh me.n ek ikaa.ii thii vo na ju.D sakii
yahii reza reza jo kaam the mujhe khaa ga.e
Khursheed Rizvi
Ghazal
tum ek baar jo TuuTe to ju.D nahii.n paa.e
hame.n to roz ye zillat uThaanii pa.Dtii hai
Haseeb Soz
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
tirii hayaat se ju.D jaa.uu.n vaaqi.a ban kar
tirii kitaab me.n meraa bhii iktisaab rahe
Siraj Faisal Khan
Ghazal
ik khel thaa aur khel me.n sochaa bhii nahii.n thaa
ju.D jaa.egaa mujh se vo tamaashaa.ii yahaa.n tak
Shariq Kaifi
Ghazal
in aa.nsu.o.n ne chho.D dii ho.nTo.n pe kuchh namii
yaa'nii shahd se ju.D ga.ii gu.D kii miThaas aur
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
ab us se ek ba.Daa naam ju.D gayaa 'az.har'
jo shaah-kaar mirii fikr ne banaayaa thaa
Azhar Inayati
Ghazal
Sameena Raja
Ghazal
jo lamhe TuuT chuke un ko jo.Dte kyuu.n ho
ye ju.D ga.e to unhe.n phir se to.Dte kyuu.n ho
Karamat Ali Karamat
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
kabhii bhulaa na sakaa dil-shikastagii apnii
ju.Daa to ju.D ke bhii us aa.ine me.n baal rahaa