SEARCH RESULTS
Showing search results for ".khpa"
Ghazal MATCHES FOR ".khpa"
Ghazal
kaun zamaane-bhar kii Thokare.n khaa kar KHush hai
dard kisii ko pyaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
nafrato.n ke tiir khaa kar dosto.n ke shahr me.n
ham ne kis kis ko pukaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
yaqii.n ye hai haqiiqat khul rahii hai
gumaa.n ye hai ki dhoke khaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zahr miltaa hii nahii.n mujh ko sitamgar varna
kyaa qasam hai tire milne kii ki khaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tere qaamat se bhii lipTii hai amar-bel ko.ii
merii chaahat ko bhii duniyaa kii nazar khaa ga.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
tum ko bhulaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
mai.n zahr khaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
ko.ii dhokaa na khaa jaa.e merii tarah
aise khul ke na sab se milaa kiijiye