SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mikw"
Ghazal MATCHES FOR ".mikw"
Ghazal
aa.nkh miiche chal rahaa huu.n pyaas kii aavaaz par
bhar gayaa hai ret ko.ii diida-e-hairaan me.n
Aziz Nabeel
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
jis taraf chaahiyegaa aap chale jaa.iyegaa
saamne chaa.nd ke ham aa.nkho.n ko miiche ho.nge
Bekal Utsahi
Ghazal
kaash ki zinda hote ehsaasaat sabhii
dekhaa karte aa.nkhe.n miiche KHvaab hii KHvaab
Parwez Rahmani
Ghazal
Raaz Yazdani
Ghazal
zuleKHaa kii michii jaatii hai.n aa.nkhe.n
kahii.n yuusuf na ho is kaarvaa.n me.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Pushp Raj yadav
Ghazal
pa.D gayaa thaa qadam KHauf kii miiKH par
raat qaabuu nahii.n rakh sakaa chiiKH par
Umair Najmi
Ghazal
mu.D ke mat dekho zamaane ko ki but ban jaa.oge
aa.nkh miiche haath baa.ndhe sar jhukaa.e chal pa.Do
Sardar Saleem
Ghazal
michii aa.nkh jab thii bahut sair dekhii
khulii chashm ab hai to kam dekhte hai.n
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
Farzana Ejaz
Ghazal
na aa.nkhe.n miich ke duniyaa kii rahguzar pe chalo
ravaa.n-davaa.n hai agar zindagii kii coach abhii
Aftab Khan
Ghazal
kisii ne pichhle pahr nii.nd se jagaayaa hame.n
jo aa.nkh miich ke dekhaa to huu-ba-huu ham the
Akhtar Jamal
Ghazal
aa.nkh miiche hii pahchaanaa mai.n ne tujhe
phir gulaabo.n sii do pattiyaa.n khul ga.ii.n