SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mmmw"
Ghazal MATCHES FOR ".mmmw"
Ghazal
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa hai
safed rang hai.n aaKHir siyaah muu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
rakkhaa nahii.n musavvir-e-fitrat ne muu-qalam
shah-paara ban rahaa hai abhii ban nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
zavaal-e-taaqat o muu-e-sapiid o zof-e-basar
inhii.n se paa.e bashar maut ke qariino.n ko
Meer Anees
Ghazal
ye falak ye māh-o-anjum ye zamīn ye zamāna
tire husn kī hikāyat mire ishq kā fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har-bun-e-muu se dam-e-zikr na Tapke KHuu.n naab
hamza kaa qissa hu.aa ishq kaa charchaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
thaa vo bartar shumaa-o-maa se niyaaz
phir vahii ab shumaa-o-maa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
vuuhii.n apnii bhii hai baariik-tar-az-muu gardan
teG ke saath yahaa.n zikr-e-kamar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ishq un kii aql ko hai jo maa-sivaa hamaare
naachiiz jaante hai.n naa-buud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
kiije bayaa.n suruur-e-tap-e-Gam kahaa.n talak
har muu mire badan pe zabaan-e-sipaas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
misaal-e-taar-e-nazar kyaa nazar nahii.n aataa
kabhii KHayaal me.n muu-e-kamar nahii.n aataa
Mirza Raza Barq
Ghazal
dil ko ham chho.D ke duniyaa kii taraf aa.e the
ye shabistaa.n bhii isii Gaaliya-muu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
zulf tahriir-e-pareshaan-e-taqaazaa hai magar
shaana-saa.n muu-ba-zabaa.n KHaama-e-maanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
ghane daraKHto.n ke girne pe maa-sivaa-e-havaa
azaab-e-dar-badrii aur kaun sahtaa hai