SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mmmw"
Nazm MATCHES FOR ".mmmw"
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
maa-sivaa-allaah ke liye aag hai takbiir tirii
tuu musalmaa.n ho to taqdiir hai tadbiir tirii
Allama Iqbal
Nazm
heart-attack
har bun-e-muu se Tapaknaa chaahaa
aur kahii.n duur tire sahn me.n goyaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taswir-e-dard
jo tuu samjhe to aazaadii hai poshiida mohabbat me.n
Gulaamii hai asiir-e-imtiyaaz-e-maa-o-tuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
gaah ba-hiila mii-barad, gaah ba-zor mii-kashad
ishq kii ibtidaa ajab ishq kii intihaa ajab!
Allama Iqbal
Nazm
ramayan ka ek scene
chehre kaa rang haalat-e-dil kholne lagaa
har muu-e-tan zabaa.n kii tarah bolne lagaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
yaad
aa.ii jab un kii yaad to aatii chalii ga.ii
har naqsh-e-maa-sivaa ko miTaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
hubb-e-watan
tarbiyat-yaafta hai.n jo yaa.n ke
KHvaah b-a ho.n is me.n yaa m.a
Altaf Hussain Hali
Nazm
taKHliq
muu-qalam halqa-e-abruu ko banaa de KHanjar
lafz nauho.n me.n raqam mad.h-e-ruKH-e-yaar kare.n
Ahmad Faraz
Nazm
izhaar aur rasai
muu-qalam, saaz gul-e-taaza thirakte paa.nv
baat kahne ke bahaane hai.n bahut