SEARCH RESULTS
Showing search results for ".mqta"
Ghazal MATCHES FOR ".mqta"
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ab ye bhii nahii.n Thiik ki har dard miTaa de.n
kuchh dard kaleje se lagaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Meeraji
Ghazal
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaa
bhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham ko miTaa sake ye zamaane me.n dam nahii.n
ham se zamaana KHud hai zamaane se ham nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye vo dard-e-dil nahii.n hai ki ho chaarasaaz ko.ii
agar ek baar miTtaa to hazaar baar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
shaayad vo mil hii jaa.e magar justujuu hai shart
vo apne naqsh-e-paa to miTaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
ham hai.n mata-e-kuucha-o-baazaar kii tarah
uThtii hai har nigaah KHariidaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
rahzan ho to haazir hai mataa-e-dil-o-jaa.n bhii
rahbar ho to manzil kaa pata kyuu.n nahii.n dete