SEARCH RESULTS
Showing search results for ".muaj"
Ghazal MATCHES FOR ".muaj"
Ghazal
saarii KHushiyo.n kaa milan ek jagah par thaa 'ma'aaz'
jab tire hijr ko tehvaar me.n tabdiil kiyaa
Ahmad Muaz
Ghazal
chaa.nd taaro.n ko ishaaro.n pe nachaataa hai 'ma'aaz'
tere aane pe sajaataa hai mulaaqaat kii raat
Ahmad Muaz
Ghazal
varna har samt a.ndheraa nazar aanaa thaa 'ma'aaz'
us ne sad shukr ko.ii sham' jalaa.ii hu.ii hai
Ahmad Muaz
Ghazal
yaaro mujhe mu.aaf rakho mai.n nashe me.n huu.n
ab do to jaam KHaalii hii do mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye mere ishq kii majbuuriyaa.n ma.aaz-allaah
tumhaaraa raaz tumhii.n se chhupaa rahaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
bin gul mu.aa hii mai.n to pa tuu jaa ke lauTiyo
sehn-e-chaman me.n ai par-e-parvaaz mere ba.ad
Meer Taqi Meer
Ghazal
kiyaa muj ko daaGo.n ne sarv-e-charaaGaa.n
kabhuu tuu ne aa kar tamaashaa na dekhaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
mirii ulfat ta.ajjub ho ga.ii tauba ma.aaz-allaah
ki mu.nh se bhii na nikle baat aur afsaana ho jaa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
'qutub' shah na de muj divaane ko pand
divaane kuu.n kuch pand diyaa jaa.e naa
Quli Qutub Shah
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ma.aaz-allaah us kii vaardaat-e-Gam ma.aaz-allaah
chaman jis kaa vatan ho aur chaman-be-zaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
na tuu milne ke ab qaabil rahaa hai
na muj ko vo dimaaG o dil rahaa hai