SEARCH RESULTS
Showing search results for ".niqi"
Ghazal MATCHES FOR ".niqi"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
zabaan-e-KHaar se niklii sadaa-e-bismillaah
junuu.n ko jab sar-e-shoriida par savaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
surKH labo.n se sabz du.aa.e.n phuuTii hai.n
piile phuulo.n tum ko niilii aa.nkhe.n dekhe.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ek duniyaa dard kii tasviir niklii ishq ko
koh-kan aur qais kaa qissa samajh baiThe the ham
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mire vajuud se gulzaar ho ke niklii hai
vo aag jis ne tiraa pairahan jalaayaa thaa
Zafar Iqbal
Ghazal
har jaa.n-nisaar yaad-dahaanii me.n munhamik
nekii kaa har hisaab dil-e-dostaa.n me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
pur-soz nazar-baaz o niko-biin o kam aarzuu
aazaad o giraftaar o tahii kiisa o KHursand
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
terii maanind tirii yaad bhii zaalim niklii
jab bhii aa.ii hai miraa dil hii dukhaane aa.ii
Kaif Bhopali
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna