SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nofo"
Ghazal MATCHES FOR ".nofo"
Ghazal
taarii ho mujh pe kaun sii haalat mujhe bataa.o
meraa hisaab-e-naf-o-zarar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
aa.iin-e-KHaraabaat mo'attal hai to kuchh roz
ai rind-e-balaa-nosh-o-tahii-jaam taras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
vo nigah apne liye hai sad-hisaab-e-aarzuu
aur mujhe begaana-e-naf-o-zarar kartii hu.ii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kahtii hii tirii naaf-o-shikam dekh ke bulbul
ruKHsaar-e-gul-e-tar pe hai nargis kii dharii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
apne naf-o-nuqsaa.n kaa sab hisaab rakhte hai.n
ham se milne vaale bhii be-KHabar nahii.n milte
Rauf Khalish
Ghazal
kyaa ye TuuTe hu.e paimaane liye baiThe ho
baada-nosho sitam-e-aam kii kuchh baat karo
Arshad Siddiqui
Ghazal
sharaab-KHaana-e-duniyaa me.n ai balaa-nosho
kisii ko saaGar-e-mai kii tarah qayaam nahii.n
Fazal Husain Sabir
Ghazal
samajh ke ishq kar ai dil ki kyaa nahii.n ma.aluum
jo sochte nahii.n naf-o-zarar zarar me.n rahe
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
naf-o-zarar-e-duniyaa duniyaa hii pe mai.n chho.Daa
ab ishq kaa ai yaaro bevpaar hai aur mai.n huu.n
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
dekhaa ki hai baazaar yahaa.n naf-o-zarar kaa
vo tiir ki thaa dil me.n taraazuu nikal aayaa
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
aaKHirash sahl hu.aa naf-o-zarar kaa matlab
ab har ik chiiz pe chaspaa.n hai saman kyaa kahnaa
Akhtar Saeed
Ghazal
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
fikr-e-besh-o-kam ke 'faariG' marhale tai ho ga.e
dil se ehsaas-e-Gam naf-o-zarar jaataa rahaa
Laxmi Narayan Farigh
Ghazal
ye dekhte ho jo 'amjad' ko mai-kada-bar-dosh
vo mai-farosh hai mai-nosh-o-mai-gusaar nahii.n
Amjad Ali Ghaznawi
Ghazal
chaahne vaale sab tire naf-o-zarar ke ho ga.e
kyo.n na uThii tirii nazar daur-e-junuu.n guzar gayaa