SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nro"
Ghazal MATCHES FOR ".nro"
Ghazal
muusaa kii hai qasam tujhe aur koh-e-tuur kii
nuur-o-faroG-e-jalva-e-lam.aan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jab ra.ng-o-nuur-o-naGma nahii.n iKHtiyaar me.n
ik e'tibaar-e-shauq hii us bazm se mile
Sameena Raja
Ghazal
raushan-zamiir hai.n ye tire KHaaksaar-e-ishq
rakhte hai.n faiz-e-ishq se nuur-o-safaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
do lochan hai.n tere nisa.ng chor raavat
o no suu.n dilerii na kar sab hii haare
Quli Qutub Shah
Ghazal
KHaana-e-ummiid be-nuur-o-ziyaa hone ko hai
chashm-e-tar se aaKHirii aa.nsuu judaa hone ko hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
aalam dikhaa rahe hai.n ajab nuur-o-naar kaa
jalvo.n ko husn-o-ishq ke yak-jaa.n kiye hu.e
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
zindagii ke daaman me.n ra.ng-o-nuur-o-nik.hat kyaa
KHvaab hii to dekhaa hai KHvaab kii haqiiqat kyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
aise pur-nuur-o-ziyaa yaar ke ruKHsaare hai.n
jin ke aage mah-o-KHurshiid bhii do taare hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bataa.o aag kyaa hai naar-o-aatish
dhu.aa.n kyaa chiiz hai do-duud-o-KHaa.n hai
Ismail Merathi
Ghazal
nuur-o-nik.hat kii ye barsaat kahaa.n thii pahle
zindagii itnii hasii.n raat kahaa.n thii pahle
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
kaise guzar vahaa.n ho sukuun-o-qaraar kaa
jhag.Daa pa.Daa hu.aa ho jahaa.n nuur-o-naar kaa
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
ko.ii to hai jo is hairat-saraa-e-nuur-o-zulmat me.n
sitaare ko ziyaa aa.iine ko timsaal detaa hai
Farasat Rizwi
Ghazal
jahaan jin se thaa ik bazm naa-o-nosh tamaam
kahaa.n vo baada-gusaar ab kahaa.n vo maiKHaane
Jigar Barelvi
Ghazal
falak se nuur-o-tamaazat to lete hai.n lekin
shajar ja.Do.n ko faqat KHaak hii se baa.ndhte hai.n
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
nero ne ba.nsrii kii na.ii taan chhe.D dii
ab rome kaa nasiib faqat daastaa.n rahe