SEARCH RESULTS
Showing search results for ".ome"
Ghazal MATCHES FOR ".ome"
Ghazal
har nafas me.n dil kii betaabii ba.Dhaate jaa.iye
duur rah kar bhii mire nazdiik aate jaa.iye
Mahirul Qadri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hai jis kaa taKHt sajda-gah-e-KHaas-o-aam-e-shahr
mai.n us se milne ke liye be-kal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
jahaa.n tak bane tum se be-daad kar lo
agar aane vaalii qayaamat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dekhte hai.n jab kabhii iimaan me.n nuqsaan shaiKH
aune-paune bech Daalaa karte hai.n iimaan shaiKH
Shauq Bahraichi
Ghazal
aaGaaz-e-sabza se hai jo ruKHsaar par Gubaar
agle baras ise KHat-e-gulzaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ruKH kaa hai aks dil me.n to ruKH me.n hai dil kaa aks
hai aa.ine ke saamne har baar aa.ina
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
baazii pe dil lagaa hai ko.ii dil-lagii nahii.n
ye bhii hai ko.ii baat kabhii haa.n kabhii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jo chaar aadamiyo.n me.n gunaah karte hai.n
KHudaa kii dii hu.ii izzat tabaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
san.at kaa naam ganj hai hirfat kaa naam zar
ilm-e-shikam hai mulk ko darkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jab ho dam-e-aaKHir to bachaa lene kii taaqat
phir KHaak-e-shifaa me.n na kahii.n aab-e-baqaa me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai apne qatl kii dil-e-muztar ko ittilaa.a
gardan ko ittilaa.a na KHanjar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hai yahii pahchaan baalii umr kii
baaliyaa.n vo do faqat hai.n kaan me.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
na.e Gamze na.e andaaz nazar aate hai.n
din-ba-din husn ke e.ajaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
bataayaa huliya-mubaarak jo umm-e-ma.abad ne
hasii.n lagaa na ko.ii aise KHadd-o-KHaal ke baad