SEARCH RESULTS
Showing search results for ".osr"
Ghazal MATCHES FOR ".osr"
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
aaj bhii qaafila-e-ishq ravaa.n hai ki jo thaa
vahii miil aur vahii sa.ng-e-nishaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
hamaaraa dard ajab marhale me.n hai ki jahaa.n
vo be-suKHan bhii nahii.n aur lab-kushaa bhii nahii.n
Pirzada Qasim
Ghazal
kaaT kar raato.n ke parbat asr-e-nau ke tesha-zan
juu-e-shiir-o-chashma-e-nuur-e-sahar laate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
Shehpar Rasool
Ghazal
kuchh log sharmsaar KHudaa jaane kyuu.n hu.e
un se to ruuh-e-asr hame.n kuchh gila na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa KHabar thii ek din ye haadisa ho jaa.egaa
umr bhar chaahaa jise vo bevafaa ho jaa.egaa
Ejaz Ansari
Ghazal
vo jin kii dast-KHate.n mahzar-e-sitam pe hai.n sabt
har us adiib har us be-adab se vaaqif hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
hai ek aur bhii suurat kahii.n mirii hii tarah
ik aur shahr bhii hai qarya-e-sadaa ke sivaa
Muneer Niyazi
Ghazal
sub.h ho jaa.e to us phuul ko dekhuu.n ki jise
mai.n shabistaan-e-bahaaraa.n se uThaa laayaa huu.n
Mazhar Imam
Ghazal
chalo faraar-e-KHudii kaa ko.ii sila to milaa
hamii.n mile nahii.n us ko hame.n KHudaa to milaa
Abhinandan Pandey
Ghazal
asr-e-haazir ko sunaataa huu.n is andaaz me.n sher
mausam-e-gul ho mazaaro.n pe gul-afshaa.n jaise