SEARCH RESULTS
Showing search results for ".pan"
Ghazal MATCHES FOR ".pan"
Ghazal
ha.ns na itnaa bhii faqiiro.n ke akele-pan par
jaa KHudaa merii tarah tujh ko bhii tanhaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n ko bhii le Duubaa ye dil kaa paagal-pan
aate jaate jo miltaa hai tum saa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
vo saadgii na kare kuchh bhii to adaa hii lage
vo bhol-pan hai ki bebaakii bhii hayaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
meraa be-saaKHta-pan un ke liye KHatra hai
saaKHta log mujhe kyuu.n na musiibat samjhe.n
Ali Zaryoun
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
mai.n manzaro.n ke ghane-pan se KHauf khaataa huu.n
fanaa ko dast-e-mohabbat yahaa.n bhii dharnaa hai
Asad Badayuni
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yaado.n ke baaG se vo haraa-pan nahii.n gayaa
saavan ke din chale ga.e saavan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
zehn-o-dil kii raushnii ko tez-tar kartii hu.ii
guftuguu siidhe tirii dil par asar kartii hu.ii
Jahangeer nayab
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
sunaa ke ko.ii kahaanii hame.n sulaatii thii
du.aa.o.n jaisii ba.De paan-daan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
Gairo.n ko apne haath se ha.ns kar khilaa diyaa
mujh se kabiida ho ke kahaa paan liijiye