SEARCH RESULTS
Showing search results for ".piun"
Ghazal MATCHES FOR ".piun"
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
chaah me.n paa.uu.n kahaa.n aas kaa miiThaa paanii
pyaas bha.Dkii hu.ii hai aur nahii.n miltaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vo dard hai ki jise sah sakuu.n na kah paa.uu.n
milegaa chain to ab jaan se guzar ke mujhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mai.n banda-o-naachaar ki sairaab na ho paa.uu.n
ai zaahir-o-maujuud miraa jism du.aa hai
Fahmida Riaz
Ghazal
use duniyaa kii nigaaho.n se karuu.n mai.n mahfuuz
vo vahaa.n ho ki jahaa.n dekh na paa.uu.n us ko
Shahzad Ahmad
Ghazal
piyuu.n na rashk se KHuu.n kyuu.nki dam-ba-dam apnaa
ki saath Gair ke vo aaj ham-sharaab hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir us ko paa.uu.n miraa intizaar karte hu.e
phir us makaan kaa darvaaza adh-khulaa dekhuu.n
Mohammad Alvi
Ghazal
din ko din raat ko mai.n raat na likhne paa.uu.n
un kii koshish hai ki haalaat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
ko.ii hamraaz to paa.uu.n ko.ii hamdam to mile
dil kii dha.Dkan ke ishaaraat kise pesh karuu.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mohabbato.n kii parakh kaa yahii to rasta hai
tirii talaash me.n nikluu.n tujhe na paa.uu.n mai.n
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
jo puuraa KHariidaar paa.uu.n to yaaro
mai.n ye sab zamiin-o-zamaa.n bechtaa huu.n