SEARCH RESULTS
Showing search results for ".qbza"
Ghazal MATCHES FOR ".qbza"
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sar salaamat hai to kyaa sa.ng-e-malaamat kii kamii
jaan baaqii hai to paikaan-e-qazaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kam-zarfii-e-hayaat se tang aa gayaa thaa mai.n
achchhaa hu.aa qazaa se mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
haath to kaaT diye kuuza-garo.n ke ham ne
mo.ajize kii vahii ummiid magar chaak se hai
Parveen Shakir
Ghazal
ye zid ki aaj na aave aur aa.e bin na rahe
qazaa se shikva hame.n kis qadar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
nigah-e-yaar se paikaan-e-qazaa kaa mushtaaq
dil-e-majbuur nishaane pe khulaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
daur-e-hayaat aa.egaa qaatil qazaa ke ba.ad
hai ibtidaa hamaarii tirii intihaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
qariib maut kha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
qazaa se aa.nkh la.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Saifuddin Saif
Ghazal
zariif abruu Gazab Gamza Gussa Gaur Gazal
ghamanD qaus qazaa ishq tanz niim saKHii
Shahzad Qais
Ghazal
ab zindagii kaa ko.ii bharosa nahii.n rahaa
marne lage hai.n log qazaa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
lahad me.n so.e hai.n chho.Daa hai shah-nashiino.n ko
qazaa kahaa.n se kahaa.n le ga.ii makiino.n ko