SEARCH RESULTS
Showing search results for ".raml"
Ghazal MATCHES FOR ".raml"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n ek film banaa.uu.ngaa apne 'sarvat' par
aur is me.n rail kii paTrii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
hazaaro.n bhes me.n phirte hai.n raam aur rahiim
ko.ii zaruurii nahii.n hai bhalaa bhalaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
us ek chhoTe se qasbe pe rail Thahrii nahii.n
vahaa.n bhii chand musaafir utarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
'anjum' tumhaaraa shahr jidhar hai usii taraf
ik rail jaa rahii thii ki tum yaad aa ga.e
Anjum Rehbar
Ghazal
imshab gurez-o-ram kaa nahii.n hai ko.ii mahal
aaGosh me.n dar aa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
'Gaalib' ne ishq ko jo dimaaGii KHalal kahaa
chho.De.n ye ramz aap nahii.n jaan paa.e.nge
Ali Zaryoun
Ghazal
unhii kii ramz chalii hai galii galii me.n yahaa.n
jinhe.n udhar se kabhii izn-e-guftuguu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
saaya-e-zaat se bhii ram aks-e-sifaat se bhii ram
dasht-e-Gazal me.n aa ke dekh ham to Gazaal ho ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa ramz jaan.nii hai tujhe asl-e-ishq kii?
jo tujh me.n us badan ke sivaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
tum mujh ko apne ram me.n le jaa.o saath apne
apne se ai Gazaalo vahshat nahii.n hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
pa jaise rail me.n do ajnabii musaafir ho.n
safar me.n saath rahe yuu.n to ham tumhaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vaaqif hii na thaa ramz-e-mohabbat se vo varna
dil ke liye tho.Dii sii inaayat hii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
ik tez tiir thaa ki lagaa aur nikal gayaa
maarii jo chiiKH rail ne jangal dahal gayaa