SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rhn"
Ghazal MATCHES FOR ".rhn"
Ghazal
churaa ke KHvaab vo aa.nkho.n ko rehn rakhtaa hai
aur us ke sar ko.ii ilzaam bhii nahii.n aataa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
thaa ran bhii zindagii kaa ajab turfa maajraa
ya.anii uThe to paa.nv magar 'jaun' sar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
rakhtaa phiruu.n huu.n KHirqa o sajjaada rahn-e-mai
muddat hu.ii hai daavat aab-o-havaa kiye
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sub.h savere ran pa.Dnaa hai aur ghamsaan kaa ran
raato.n raat chalaa jaa.e jis jis ko jaanaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
zulf se shab darmiyaa.n daadan nahii.n mumkin dareG
varna sad-mahshar ba-rehn-e-saafii-e-ruKHsaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahaa ye kis ne ki hai qasr-e-ishq rahn-e-shabaab
banaane vaale ise umr-bhar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
puuchh mat rusvaa.i-e-andaaz-e-istiGnaa-e-husn
dast marhuun-e-hinaa ruKHsaar rahn-e-Gaaza thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zulm-pesha zulm-sheva zulm-raan o zulm-dost
dushman-e-dil dushman-e-jaa.n dushman-e-tan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
chaa.nd kaa ruup to raa.njhe kii nazar maa.nge hai
ren-Dolii se ko.ii hiir nikal aa.ii hai
Sabir Dutt
Ghazal
vo ran mujh me.n pa.Daa hai KHair o shar kaa
ki apnii zaat me.n ik karbalaa huu.n
Saleem Ahmed
Ghazal
dastaar aap kii jo hu.ii rehn-e-mai-kada
tauba hamaarii qibla-e-haajaat bhii ga.ii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
uu.nchii imaarate.n to ba.Dii shaandaar hai.n
lekin yahaa.n to ren-basere the kyaa hu.e