SEARCH RESULTS
Showing search results for ".rvze"
Ghazal MATCHES FOR ".rvze"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
bhulaa bhulaa ke jataayaa hai un ko raaz-e-nihaa.n
chhupaa chhupaa ke mohabbat ko aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
roz-e-hisaab jab miraa pesh ho daftar-e-amal
aap bhii sharmsaar ho mujh ko bhii sharmsaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ifshaa-e-raaz-e-ishq me.n go zillate.n hu.ii.n
lekin use jataa to diyaa jaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'Gaalib' chhuTii sharaab par ab bhii kabhii kabhii
piitaa huu.n roz-e-abr o shab-e-maahtaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa-rab kisii ke raaz-e-mohabbat kii KHair ho
dast-e-junuu.n rahe na rahe aastii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
tai un se roz-e-hashr mulaaqaat ho ga.ii
itnii sii baat kitnii ba.Dii baat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
muKHtasar qissa-e-Gam ye hai ki dil rakhtaa huu.n
raaz-e-kaunain KHulaasa hai is afsaane kaa
Fani Badayuni
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye meraa pahlaa ramzaan thaa us ke baGair
mat puuchho kis mu.nh se roze khole hai.n