SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sgh"
Ghazal MATCHES FOR ".sgh"
Ghazal
barbaadiyo.n kaa sog manaanaa fuzuul thaa
barbaadiyo.n kaa jashn manaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gaur se dekhte hai.n tauf ko aahu-e-haram
kyaa kahe.n us ke sag-e-kuucha ke qurbaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
khol de.n zanjiir-e-dar aur hauz ko KHaalii kare.n
zindagii ke baaG me.n ab sah-pahar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
us but ke sitam sah ke dikhaa hii diyaa ham ne
go apnii tabii.at me.n baGaavat bhii bahut thii
Kaleem Aajiz
Ghazal
ham ki jis shahr me.n the sog-nashiin-e-ahvaal
roz us shahr me.n ham dhuum machaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
vo dard hai ki jise sah sakuu.n na kah paa.uu.n
milegaa chain to ab jaan se guzar ke mujhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
humaa hai.n gird mirii haDDiyo.n ke aaTh pahr
sag aa ke kahte hai.n ummiid-vaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
galii galii aabaad thii jin se kahaa.n ga.e vo log
dillii ab ke aisii uj.Dii ghar ghar phailaa sog
Nasir Kazmi
Ghazal
ik yaad kii maujuudgii sah bhii nahii.n sakte
ye baat kisii aur se kah bhii nahii.n sakte
Saqi Faruqi
Ghazal
un ke sitam bhii sah ke na un se kyaa gila
kyuu.n jabr iKHtiyaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa