SEARCH RESULTS
Showing search results for ".shmn"
Ghazal MATCHES FOR ".shmn"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nigaah-e-faqr me.n shaan-e-sikandarii kyaa hai
KHiraaj kii jo gadaa ho vo qaisarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
KHataa-mu.aaf tiraa afv bhii hai misl-e-sazaa
tirii sazaa me.n hai ik shaan-e-dar-guzar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
husn-e-azal kii shaan dikhaa kar chale ga.e
ik vaaqi.a saa yaad dilaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
mataa-e-be-bahaa hai dard-o-soz-e-aarzuumandii
maqaam-e-bandagii de kar na luu.n shaan-e-KHudaavandii
Allama Iqbal
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
jabiino.n pe nuur-e-masarrat na khiltaa
nigaaho.n me.n shaan-e-muravvat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ko.ii mausam ho magar shaan-e-KHam-o-pech vahii
raat kii tarah ko.ii zulf sa.nvaare nikle
Parveen Shakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
huzuur qibla janaab aap dekhiye saahab
kisii kii shaan me.n goyaa luGat banaa.ii ga.ii
Shahzad Qais
Ghazal
KHudaa kii shaan hai mai.n jin ko dost rakhtaa thaa
vo dekhte bhii nahii.n ab nazar uThaa ke mujhe
Bismil Azimabadi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e