SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sul"
Ghazal MATCHES FOR ".sul"
Ghazal
ai mehrbaa.n tabiib shitaabii ilaaj kar
tere birah ke dard sii.n hai dil me.n suul aaj
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ujlii nigah kaa tiir bhii aarii na kar sakaa
rotii zabaa.n ne bhar diye qisso.n me.n surKH suul
Arsalan Rathor
Ghazal
sab se nazar bachaa ke vo mujh ko kuchh aise dekhtaa
ek daf'a to ruk ga.ii gardish-e-maah-o-saal bhii
Parveen Shakir
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
dekhiye paate hai.n ushshaaq buto.n se kyaa faiz
ik barahman ne kahaa hai ki ye saal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
samaa.ato.n me.n ghane ja.ngalo.n kii saa.nse.n hai.n
mai.n ab kabhii tirii aavaaz sun na paa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ab ke saal parindo.n kaa din manaa.uu.ngaa
mirii qariib ke jangal se baat ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
raqs-e-mai tez karo saaz kii lai tez karo
suu-e-mai-KHaana safiiraan-e-haram aate hai.n