SEARCH RESULTS
Showing search results for ".sul"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".sul"
Ghazal
ai mehrbaa.n tabiib shitaabii ilaaj kar
tere birah ke dard sii.n hai dil me.n suul aaj
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ujlii nigah kaa tiir bhii aarii na kar sakaa
rotii zabaa.n ne bhar diye qisso.n me.n surKH suul
Arsalan Rathor
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR ".sul"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".sul"
Nazm
saza
tum KHuun thuuktii ho ye sun kar KHushii hu.ii
is rang is adaa me.n bhii purkaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
raqib se!
kaarvaa.n guzre hai.n jin se usii raanaa.ii ke
jis kii in aa.nkho.n ne be-suud ibaadat kii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shikwa
kyuu.n ziyaa.n-kaar banuu.n suud-faraamosh rahuu.n
fikr-e-fardaa na karuu.n mahv-e-Gam-e-dosh rahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
tamaam bazm jise sun ke rah ga.ii mushtaaq
kaho vo tazkira-e-naa-tamaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii