SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tamu"
Ghazal MATCHES FOR ".tamu"
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
'irfaan' maan.ne me.n ta.ammul tujhe hii thaa
mai.n ne to ye hamesha kahaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
kyaa ta.ammul hai mire qatl me.n ai baazuu-e-yaar
ek hii vaar me.n sar tan se judaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kyaa zohd ko maanuu.n ki na ho garche riyaa.ii
paadaash-e-amal kii tama-e-KHaam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul bikhraataa hu.aa mai.n tau chalaa jaa.uu.ngaa
aap kaa.nTe mirii raaho.n me.n bichhaate rahiye
Hafeez Banarasi
Ghazal
zabaan taaluu me.n paivast kar ke rakhnaa 'talab'
ko.ii mazaaq hai kyaa taa-hayaat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
isii ne mujh ko qanaa'at kaa boriyaa baKHshaa
isii ke haath se dast-e-daraaz-e-tam’ hai shal
Ahmad Faraz
Ghazal
taaluu se yaa.n zabaan sahar tak nahii.n lagii
thaa kis ko shuGl-e-naGma-e-saraa.ii tamaam shab
Momin Khan Momin
Ghazal
ham-zaanuu-e-ta.ammul o ham-jalva-gaah-e-gul
aa.iina-band KHalvat-o-mahfil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
hai adam me.n Guncha mahv-e-ibrat-e-anjaam-e-gul
yak-jahaa.n zaanuu ta.ammul dar-qafaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
karne ko hai.n duur aaj to tau ye rog hii jii se
ab rakkhe.nge ham pyaar na tum se na kisii se
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
lafzo.n kii jaan chho.D de mafhuum ko paka.D
varna ye sab mu'aamla tajniis-e-taam hai
Shuja Khaavar
Ghazal
na intizaar me.n yaa.n aa.nkh ek aan lagii
na haa.e haa.e me.n taaluu se shab zabaan lagii