SEARCH RESULTS
Showing search results for ".waat"
Ghazal MATCHES FOR ".waat"
Ghazal
ek tire hii jalve se raushan hai.n ye aa.nkhe.n
saa.at-vaa.at lamhe-vamhe manzar-vanzar kyaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bhiigii hai raat 'faiz' Gazal ibtidaa karo
vaqt-e-sarod dard kaa hangaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
tumhaare baa'd bhalaa kyaa hai.n va.ada-o-paimaa.n
bas apnaa vaqt ga.nvaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
milte hu.e dilo.n ke biich aur thaa faisla ko.ii
us ne magar bichha.Dte vaqt aur savaal kar diyaa