SEARCH RESULTS
Showing search results for ".wfy"
Ghazal MATCHES FOR ".wfy"
Ghazal
fasl-e-gul aa.ii ba.Dhe josh-e-junuu.n ke valvale
phir vah.y 'tasliim' apnii Gair haalat ho ga.ii
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
hazaaro.n saal me.n utrii tirii tasviir kaaGaz par
vah.y kaa silsila jaise hu.aa tahriir kaaGaz par
Areeb Usmani
Ghazal
dil pe ik vah.y aur ilhaam kaa rahtaa hai samaa.n
ham agar rind na hote to payambar hote
Jafar Tahir
Ghazal
munsif vahii gavaah vahii mudda.ii vah.y
un ko hii iKHtiyaar hai jo faisla kare.n
Tabish Raihan
Ghazal
tujhe bayaan bhii kar duu.n pa kaun maanegaa
utar rahaa hai tuu mujh me.n kisii vah.y kii tarah
Shahbaz Rizvi
Ghazal
har lafz us kaa vah.y na kyo.n ho mire liye
likkhaa hai us ne taa.er-e-sidra ke par se KHat
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
Raunaq Afroz
Ghazal
ma.arifat Gair ke qaasid ko milaa thaa vo payaam
ki mujhe vah.y ke maanind sunaayaa tanhaa